WordPress Me Apna First Blog Post Kaise Likhe

3

Hindi me is tarah ki jankari kam milti hai lekin mai aaj aapke yani ki har newbie(naye) bloggers ke liye ye post likh raha hu. Is post me hum bat karenge ki WordPress Me Apna First Blog Post Kaise Likhte hai. Pahle ke article me maine step by step btaya hua ki WordPress blog kaise setup karte hai.

Jab koi blogger apna WordPress blog setup kar leta hai to uske mann me ye sawal aksar rehta hai ki wo apna first blog post kaise publish kare. Is article ko pura padhne ke baad aapke is sawal ka jawab aapko pata chal jayega. To chaliye jyada samy lagaye bina mai aapko step by step guide karta hu ki kaise aap apne first blog post karenge.

WordPress Me Apna First Blog Post Kaise Likhe

यह भी पढ़े:

Hosting Par WordPress Blog Kaise Install Kare

WordPress Blog Ya Website Kaise Banaye In Hindi

Steps to Publish Your First Blog Post:

Step 1:

Sabse pahle aap WordPress blog ke admin me login kare.  

Visit :  yourdomainname.com/wp-amin

 

Step 2:

  1. Apna username likhe.
  2. Apna password likhe.
  3. Ab aap Login button par click kare.

wordPress admin login

Step 3.

  1. Login hone ke baad sabse pahle Posts option par jaye.
  2. Add New option par click kare.

WordPress Post Option

Step 4.

  1. “Enter title here” ki jagah apna post title likhe.
  2. Yaha par post content likhe.
  3. Content paragraph ki setting option yha select kare.
  4. Post content me image add kare.
  5. Post jis category me publish karna chahte hai usse chune.
  6. Abhi agar post nahi publish karna chahte hai uske liye draft par click kare.
  7. Post publish karne se pahle dekhne ke liye ki blog par kaise dikh raha hai.
  8. Sab kuch sahi hone ke baad aap Publish button ar click kare .

add new post in WordPress

Ab aapke blog par aapka first blog post publish ho chuki. Apne blog par jaye aur reload yani CTRL+F5 button daba kar refresh kare aur dekhenge ki aapka first blog post live ho chuki hai.

पिछला लेखAdobe Photoshop में Image को Resize कैसे करे
अगला लेखYouTube Monetization Policy के नए नियम 2018
Verman Babu
वर्मन बाबू एक professional blogger है | ये Blogging, SEO, Affiliate Marketing, Make money online, Internet, BlogSpot, WordPress, Computer-related tips, How to guides, Email marketing, Social media, Tips, and tricks इत्यादि से रिलेटेड article लिखते है | नयी चीज़ के बारे में जानना सोचना और Blogging के द्वारा अपनी जानकारी सबके साथ शेयर करना इन्हें अच्छा लगता है |

3 टिप्पणियाँ

उत्तर छोड़ दें

Please enter your comment!
Please enter your name here