Facebook Account Ka Password Kaise Change Kare

0

Aaj ke samay me lagbhag har internet user facebook use kar raha hai. Samay ke is daur me logo ko social media se jude rehne ki maniye aadat ya fir yu kahi ki logo ki jarurat si ho gayi hai. Aksar aap ke pass mobile ya kisi ka computer milta hai to log uspe facebook chalate hai aur bahut baar aap apne facebook account ko logout karna bhul jate hai. Hum kabhi cyber cafe me jate hai aur vaha apna facebook account use karte hai aur man lijiye galti se logout karna bhul jate hai. Aise me aapko ye darr pareshan karta hai ki kahi aap Facebook account koi aur use na kar le. Agar aap account ka password kisi ko pata chal gaya hai to ye bhi aapke liye pareshani ki bat hoti hai.

Is post ko padhne ke baad aap ki pareshani dur ho jayegi. Aaj hum janenge ki aap facebook account ka password kaise change kar sakate hai. Is article me mai aapko step by step btane wala hu ki aap facebook account ka password badal kar dusre kisi ke use karne se kaise bacha sakte hai.

Facebook Account Ka Password Kaise Change Kare

यह भी पढ़े:

Facebook Fan Page Kaise Banaye

Facebook के नए Snooze Button क्या है

Facebook Search History Kaise Delete Kare

Steps

Sabse pahle aapko apne facebook account me login karna hai.

 

Step 1.

  1. Dikhaye gaye icon par click kare.
  2. Setting option par click kare.

Step 2.

  1. Security and Login option par click kare.
  2. Change password ke samne Edit button par click kare.

Step 3.

  1. Apna facebook ka current password likhe.
  2. Nya password likhe jo aap rakhna chahte hai.
  3. Upar jo nya password likha hai usse phir se likhe.
  4. Save Changes button par click kare.

Step 4.

Ab aapke samne ek confirmation box open hoga.

  1. Apne aap ko login rakhne ke iye is option ko chune.
  2. Continue button par click kar de.

Ab apka facebook ka password change ho chuka hai. Ab aap apna facebook account me login karne ke liye naye password ka use kare.

 

पिछला लेखFunction Keys क्या है और कहाँ होता है इन का इस्तेमाल
अगला लेखCorelDraw Kya Hai
Verman Babu
वर्मन बाबू एक professional blogger है | ये Blogging, SEO, Affiliate Marketing, Make money online, Internet, BlogSpot, WordPress, Computer-related tips, How to guides, Email marketing, Social media, Tips, and tricks इत्यादि से रिलेटेड article लिखते है | नयी चीज़ के बारे में जानना सोचना और Blogging के द्वारा अपनी जानकारी सबके साथ शेयर करना इन्हें अच्छा लगता है |

उत्तर छोड़ दें

Please enter your comment!
Please enter your name here