Pen Drive Se Delete Data Ko Wapas Kaise Laye

0

Pen drive ek device hai jisme log apna data store karte hai. Aaj ki duniya me har kisi ke pass pen drive hai. Log apne sare important data ko pen drive me save krke rakh dete hai. But unhe ye nahi pata ki pen drive me save data hamesha delete hone ke kagar par rehta hai jaise: Ek pendrive ko alag-alag system se connect karte hai to usme virus aa jate hai jiski vajah se data delete ho jata hai.

Kya Apke pen drive, memory card ya kisi bhi external device se data delete ho gya hai. Agar nahi to well and good agar ha to chinta na kare aaj mai apko pen drive se deleted data ki recovery ke bare me btaungi. Islye es lekh ko dhyan se padhe or pura lekh padhe aur jane pen drive se delete data ko wapas kaise laye.

Yadi apne achanak galati se apne pen drive ka data delete kar diya hai to data recovery software ka use karke ap apna data wapas la skte hai. Bazar me bahut sare pen drive data recovery tool hai lekin ap acha or bhrosemand SysTool Pen drive data recovery software ka upyog kare. Yeh bahut acha tool hai or delete data ko turant wapas bhi lata hai bina kisi data ke nuksaan ke.

Password Reset Disk Kaise Banaye

Bharosemand Pen Drive Recovery Software se Deleted Data ko Wapas Laye

Aap apne delete data ko pen drive data recovery tool ki madad se wapas la sakte hai. Bas en lines ko follow kare jo mane niche likhi hai. Aur apna Important data turant wapas paye bina kisi preshani or data hani ke.

  • Sabse pehle apne computer me Systools pen drive data recovery software download karke phir install kare
  • Software download and install karne ke baad tool do data wapas lane ka option deta hai Like Scan and Formatted Scan ap koi bhi option select kar skte hai
  • Ab tool sabhi recovered folder ko baen painal mein soocheebaddh karega aur data vaale foldaron ko hailait karega. bas foldar ka pata lagaen aur upakaran ke daahine painal mein data dekhen. tool laal rang se delete data ko hailait karega
  • Software apko data save karne ke liye do option dega pehla save selected data aur dusra sare data ko save karne ka option. Ap data save karne ka dono me se koi bhi option choose kar skte hai
  • Tool apko location deta hai recovered data ko save karne ka. Aur ap naya folder bhi bana sakte hai
  • Ab apko intazar kanra pdega jab tak ye 100% na ho jaye
  • Ab ap us location par jaa skte hai jo apne di thi aur ap sara data dekh sakte hai.

Maine apko bahut asan tarika bataya hai pen drive se data ko recover karne ka ap en sab guidelines ko follow karke data ko recover kar skte hai. Yes tool Deleted, corrupted, formatted aur virus infected data ko recover karne me madad karta hai. Es software ka upyog karna bahut hi asan hai.

पिछला लेखCancel Cheque क्या है यह क्यों और कैसे बनाये जाते हैं?
अगला लेखEmail Me CC Aur BCC Kya Hai. इसका Use कैसे करे
Verman Babu
वर्मन बाबू एक professional blogger है | ये Blogging, SEO, Affiliate Marketing, Make money online, Internet, BlogSpot, WordPress, Computer-related tips, How to guides, Email marketing, Social media, Tips, and tricks इत्यादि से रिलेटेड article लिखते है | नयी चीज़ के बारे में जानना सोचना और Blogging के द्वारा अपनी जानकारी सबके साथ शेयर करना इन्हें अच्छा लगता है |

उत्तर छोड़ दें

Please enter your comment!
Please enter your name here