WordPress Plugin Kya Hai

0

WordPress Plugin ek code ka use kar banaya gaya software hota hai jisse WordPress site me add kiya jata hai.

Iska use WordPress site me koi naya feature add karne ke liye ya fir jo pahle se di gayi functionality me badlav karne ke liye karte hai.

WordPress plugin ko WordPress ki site me add karna bahut hi aasan hota hai.

Assan shabdo me:

Code ke group ko plugin kehta hai iska istemal WordPress site me naya feature jorne ke liye kiya jata hai.

WordPress Plugin Kya Hai

Vaise vyakti jinhe coding ke bare me bilkul bhi jankari nahi hai vo bhi agar chahe to plugin ka use kar apne WordPress ki site me naya feature add kar sakte hai. WordPress ke admin panel me login kar aap jab chahe kisi bhi plugin ko install ya uninstall kar sake hai.Plugin se juri feature ka istemal kar sakte hai.

WordPress Plugin Option

Aap jab WordPress ke admin panel me login karenge to baye side me diye gaye option me Plugins ka option dikhega jaha aapko Add New option (yani ki naya plugin add karne ka feature) sath hi Installed Plugins ka option milta hai jisse aap pahle se install hue plugin dekh sake hai sath hi Inactive/uninstall bhi kar sakte hai.

WordPress Plugin Option

Lekin agar aap apne site ko user ke liye achha banana chahte hai to aise me jyda plugin ka use na kre isse website ki loading time badh jati hai keval unhi plugin ka istemal karna chiye jinki aapko jyda jarurat ho.

पिछला लेखEncryption Aur Decryption Kya Hai
अगला लेखBal Diwas कब और क्यों मनाया जाता है
वर्मन बाबू एक professional blogger है | ये Blogging, SEO, Affiliate Marketing, Make money online, Internet, BlogSpot, WordPress, Computer-related tips, How to guides, Email marketing, Social media, Tips, and tricks इत्यादि से रिलेटेड article लिखते है | नयी चीज़ के बारे में जानना सोचना और Blogging के द्वारा अपनी जानकारी सबके साथ शेयर करना इन्हें अच्छा लगता है |

उत्तर छोड़ दें

Please enter your comment!
Please enter your name here