Google Drive Kya Hai Kaise Use Kare

0

Aaj is lekh me hum apko batayenge ki Google Drive Kya Hai Kaise Use Kare.

Kya aap apni file yani ki data kisi aisi jagah rekhna chahte hai ki jha se aap kisi bhi waqt online usse access kar sake. Aapko is data ko store karne ke liye kisi pendrive, hardisk etc ki jarurat nhi ho.

Aisa data jisse kahi se bhi internet ke jariye access kar sake iske liye jarurat hoti data ko online storage or cloud storage pe rakhne ki.

Isi parakr ki Google ki ek free service hai Google Drive jo ki aapko online storage provide karta hai jisse ki aap apne dat ko store kar sakte hai aur jarurat hone pe uska upyog bhi kar sakte hai.

Google Drive Kya Hai Kaise Use Kare

Google drive ek online storage hai jisse aap internet ke jariye kahi se bhi ispe store kiye hue  apne data ko access kar sakte hai. Google drive pe aap image, video, Word file, Excel file, PPT etc upload kar ke rakh sakte hai.

Google Drive Kya Hai?

Google Drive ek online cloud storage hai jo Google company dwara banayi gayi hai. Yeh aapko apne file ko online cloud storage pe rakhne ka suvidha deta hai jisse aap internet ke jariye duniya me kahi se bhi upyog kar sakte hai.

Ispe Microsoft office ke bhi featues maujud hai jisse ki aap online apni word,excel or ppt bna kar rakh sakte hai.

Yeh aapko apni file ko share karne ka bhi option deta hai jiski madad se aap apni online store file ko kisi aur ko bhi use karne ke liye de sakte hai. Iske liye hame dta transfer karne ki jarurat nhi hoti hai keval us data ko share karna hota hai.


Google dwara di gayi free service ki list me ek naam Google Drive ka bhi hai. 

Google Drive Ka Use Kyu Karte Hai?

Google Drive use karne ki jarurat sabse adhik tab hota hai jab aap kisi file ko ek fir bhut saare person ke sath share karna chahte hai jo aap se dur hai.

Aise me aap apne file ko ispe upload kar hiske person ke sath share karna chahte hai aasaani se kar sakte hai. Is cloud storage me aapko 15GB free space milta hai Jo ek person ke use ke liye sufficient hai.

Isse adhik storage ke liye apna drive ko aap upgrade kar sakte hai jiske aapko uska charge pay karna hoga. Ispe aap apna data assan tarike se upload kar sakte hai .

Google Drive Kaise Use Karte Hai?

Iska use karne ke liye aapko gmail ke account ki jarurat hoti hai. Agar account nhi hai to pahle aap apna ek account banaye.

Agr aapke account bana hua hai to aap apne PC ya fir mobile pe iska use kar sakte hai. Iska use karne ke liye aapko apne gmail account se login karna hota hai.

  • Sabse pahle aap Google drive ki website Open kare pe jaaye. Website pe jaane ke liye yha click kare.
  • Ab aapke saame iski website open ho jayegi. Go to Google Drive button pe click kar aage badhe.What Is Google Drive
  • Apne Gmail Account ke email aur password se login kare. Login karne ke baad aap Drive ki page open ho jayegi.
What Is Google Drive
  1. Apni google account ki email daale.
  2. Next button pe click kar password daale aur login button pe click kare.
  3. Agar aapke paas Gmail ki account nhi hai option 3rd choose kare.
  • Ab aapke saame Google drive ki page open ho jayegi login hone ke baad. Drive ki page niche dikhaye gaye image kke jaise open hoga.what is google drive
  1.  Is option se aap nya folder bna sakte hai drive pe jaise apne PC ke kisi drive me create karte hai usi tarah se.
  2. Is option ko select kar aap apni file ko pc se browse kar drive pe upload kar paayenge.
  3. Agar folder upload karna chahte hai drive pe to is option ko select kare.
  4.  Yeh option Google Apps ka jhai jiska use karke aap Word, excel sheet, spreadsheet aur slides etc bana sakte hai.

Conclusion

Umeed hai ki ab aap puri tarah se samaj gaye honge ki Google Drive kya hai isse kaise use kare. Google Drive kya hai hindi me ye jankari apko kaise lagi comment kar jarur bataye.

पिछला लेखBlogspot Country Specific Redirect Ko Kaise Band Kare
अगला लेखInternet Forum Kya Hai Kaise Use Kare
Verman Babu
वर्मन बाबू एक professional blogger है | ये Blogging, SEO, Affiliate Marketing, Make money online, Internet, BlogSpot, WordPress, Computer-related tips, How to guides, Email marketing, Social media, Tips, and tricks इत्यादि से रिलेटेड article लिखते है | नयी चीज़ के बारे में जानना सोचना और Blogging के द्वारा अपनी जानकारी सबके साथ शेयर करना इन्हें अच्छा लगता है |

उत्तर छोड़ दें

Please enter your comment!
Please enter your name here